DHOOMESHWAR

Dhoomeshwar Madhya pradesh ke prasiddh shivalayon me se ek hai jo Gwalior dist me aata hai gwalior se Dhoomeshwar ki doori lagbhag 78 km hai
Dhoomeshwar sindh nadi ke kinaare par sthit hai
M.P. tourism ka pavaya (sindh,parvati ka sangam) bhi yaha se 1 km par hai
ORIGIN - ITS A REAL STORY
Dhoomeshwar mandir manav dwara banaya gaya nahi hai balki jindo ke dwara banaya gaya hai
kaha jata hai ki ek aadmi ko sindh nadi ke kinaare ek shivling mili jise usne ek jagah par rakh dia jis jagah aaj mandir bana hua hai waha par usi raat poora mandir ek raat me jindo ne bana diya lekin us samay subah ladies chakiya chalati thi to kisi ne suvah 4 baje chakiya chala di so mandir jitna banaya tha wahi chhod kar jind wahi chipak gaye jinhe aaj bhi dekhe ja sakte hai
is mandir kiek aur visheshta hai ki yaha kabhi bhi oehli pooja pujari nahi kar pata hai balki jind karte hai
yadi is mandir ko dhyaan se dekha jaye to teen roop ka dikhta hai aage ka hissa gurudwara jaisa beech ka hissa masjid jaisa tatha aakhiri hissa mandir jaisa dikhta hai